How To Root Android Smart Phone

Tags

How To Root Android Smart Phone




Hello frnds aaj hum baat karenge ke hum apne Android Phone Ko kaise root kreay woh bhi apne smart phone se

Smart Phone Ko Kaise Root Kreay

Step 1

Sabse pahele aap apne Mobile me Kingo Root app download kare...

Step 2

App ko open kreay ...

Step 3

Try to root pe click kreay

Step 4

root start hoga percentage 100% hoge tab apka mobile successful root ho jayeenga...

Agar aapka Mobile Root na ho to aap iss application ko band karke fir se open karke start root pe click karke root kare...

Jab Mobile Complete Root Ho Jayenga Tab Niche Image Jaisa Show Hoga...


Ab aap upar main dekh sakte ho ki jab mobile root hoga tab right icon ayenga or Root successful likha ayenga Tab Mobile successful Root ho jayenga

Root Karte Samay Dhayan Me Rakhe

Apke mobile ki battery 70% se 80% se upar honi chahiye kyu ki jab Mobile ka rooting on hoga or Mobile band ho gaya to fir Mobile damage ho sakta hai..

Note :- Aap apne Mobile ko Root kate hai to aapka mobile damage/kharab hota hai to 
www.tricksmyaim.com ki javabdari nahi hai
Aap apne own risk pe Apna mobile root kar sakte ho.

Hamare ye post aapko kaise lagi hame comment karke jarur bataye,,


Thanks
EmoticonEmoticon